Aise wing jhatak na kamar matak
Tu lachak lachak ke yun na bhatak
Har nazar nazar hai tujhpe
Tu zara sambhal sambhal ke rehna re

Hai iss qadar kiya hashar
Ki neendein saari udd gayi re
Humein toh bas teri fiqar
Tere chakkar mein bhula saara jahaan re

Masakali masakali
Tu kahaan chali kahaan chali
O masakali masakali
Kahaan teri gully, teri gully

Main masakali masakali
Main chali chali chali chali
Main masakali masakali
Main chali chali chali chali

Hawa mein udti rehti hai
Dilon se judti rehti hai
Tu lagti hai koi thunder
Jo mujhpe girti rehti hai

Zaraa bataade tu
Kahaan pe rehti hai
Dhoondta rehta hoon main
Gali gully gully

Masakali masakali
Tu kahaan chali kahaan chali
O masakali masakali
Kahaan teri gully, teri gully

O re re… ra ra…

Jo innocent si adaa
Hai galti ismein kya bata
Hoon mein ik simple si ladki
Kyun follow karta bewajah

Kyun uspe paagal tu
Bhatakta baadal tu
Na pinjre mein aaungi
Chali main toh chali

Main masakali masakali
Main chali chali chali chali
O masakali masakali
Kahaan teri gully, teri gully